Wednesday, March 12, 2008

Javeda zindagi...

Only somebody who can detach himself from everything and reach a place where he can understand love in its purest form, can have a mind that produces such miraculous words. I am amazed.

Tose naina laage piya saaware,

Nahin bas mein ab yeh jiya saaware,
Tose naina laage mili roshni,
Tose mann jo laaga mili zindagi.

Kshama ko pigalne ka armaan kyun hai?
Patange ko jalne ka armaan kyun hai?
Isi shauk ka imtehaan zindagi hai,
Nahin koi insaan mohabbat se khaali,
Har ek ruh pyaasi, har ek dil sawaali.

Mohabbat ki hai daastaan zindagi,
Mohabbat na ho toh kaha zindagi,
Mohabbat to ek jaaveda zindagi hai,
Mohabbat jise baksh de zindagani,
Nahi maut par khatm uski kahaani,
Mohabbat jahaan hai wahaan zindagi hai,
Mohabbat na ho toh kahaan zindagi hai,
Mohabbat jise baksh de zindagani,
Nahi maut par khatm uski kahaani.

Tohse naina laage mili roshni,
Tohse man jo laaga mili zindagi.

Kaise jiya jaaye ishq bin...

No comments:

Missing : Mothership

No one warned me that being an immigrant meant being stuck in time.  My life is anything but simple. But my life has hardly ever been what i...